yah sach hai ki ab uska sahaara bhi nahin hai
haan usne mujhe khud se pukaara bhi nahin hai
haalaat ke us mod pe le aaya hai dariya
dooba hoon agar main to ubhaara bhi nahin hai
mujrim to na thehraao yun bachchon ko hamaare
in haathon mein to sang sa paara bhi nahin
यह सच है कि अब उसका सहारा भी नहीं है
हाँ उसने मुझे ख़ुद से पुकारा भी नहीं है
हालात के उस मोड़ पे ले आया है दरिया
डूबा हूँ अगर मैं तो उभारा भी नहीं है
मुजरिम तो न ठहराओ यूँ बच्चों को हमारे
इन हाथों में तो संग सा पारा भी नहीं
As you were reading Shayari by Meem Alif Shaz
our suggestion based on Meem Alif Shaz
As you were reading undefined Shayari