kisi bhi taur se main chhed-chaad saktaa hoon ise
kahin se bhi ukhaad cheer-phaad saktaa hoon ise
bigaad baitha hoon ye zindagi tamaam-tar so ab
ye dekhta hoon kitna aur bigaad saktaa hoon ise
किसी भी तौर से मैं छेड़-छाड़ सकता हूँ इसे
कहीं से भी उखाड़ चीर-फाड़ सकता हूँ इसे
बिगाड़ बैठा हूँ ये ज़िन्दगी तमाम-तर सो अब
ये देखता हूँ कितना और बिगाड़ सकता हूँ इसे
As you were reading Shayari by Mohit Subran
our suggestion based on Mohit Subran
As you were reading undefined Shayari