hawa ke hum-nasheen haathon mein apne haath malte hain
charaagon ki agar zid ho hawaon mein hi jalte hain
bahadur to nahin darte kisi aise mukhalif se
bahut se phool aise hain jo kaanton mein hi palte hain
हवा के हम-नशीं हाथों में अपने हाथ मलते हैं
चराग़ों की अगर ज़िद हो हवाओं में ही जलते हैं
बहादुर तो नहीं डरते किसी ऐसे मुख़ालिफ़ से
बहुत से फूल ऐसे हैं जो काँटों में ही पलते हैं
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Ansar Etvi
our suggestion based on Ansar Etvi
As you were reading Environment Shayari Shayari