lehron ne tooti kashti ko kamtar samajh liya | लहरों ने टूटी कश्ती को कमतर समझ लिया

  - Ansar Etvii

lehron ne tooti kashti ko kamtar samajh liya
achha hua ki kashti ne tevar samajh liya

jis daam jisne chaaha usi daam mein rakha
mujhko kisi ghareeb ka zever samajh liya

लहरों ने टूटी कश्ती को कमतर समझ लिया
अच्छा हुआ कि कश्ती ने तेवर समझ लिया

जिस दाम जिसने चाहा उसी दाम में रखा
मुझको किसी ग़रीब का ज़ेवर समझ लिया

  - Ansar Etvii

Kashti Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Ansar Etvii

As you were reading Shayari by Ansar Etvii

Similar Writers

our suggestion based on Ansar Etvii

Similar Moods

As you were reading Kashti Shayari Shayari