haqeeqat hai yahi raunak main waapas ab na aaunga
main sabse door kaafi door ab sapne mein jaaunga
karo badnaam tum mujhko mujhe taana sunaao ab
main ab gumnaam hokar naam bas apna kamaaunga
agar paisa na ho to log saare chhod jaate hai
are ye baat hai sach aur sach sabko bataaunga
हकीक़त है यही रौनक मैं वापस अब न आऊँगा
मैं सबसे दूर काफ़ी दूर अब सपने में जाऊँगा
करो बदनाम तुम मुझको मुझे ताना सुनाओ अब
मैं अब गुमनाम होकर नाम बस अपना कमाऊँगा
अगर पैसा न हो तो लोग सारे छोड़ जाते है
अरे ये बात है सच और सच सबको बताऊँगा
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Raunak Karn
our suggestion based on Raunak Karn
As you were reading Satire Shayari Shayari