hamein apnon ne bhi bola are tu to paraaya tha
tire jo sang rishta tha vo to bas ik tamasha tha
teri muskaan ko hamne hi aankhon mein sajaaya tha
usi ne chaah ko phir se thikaane tab lagaaya tha
jise bhi shauq se dekha kiya maine zamaane mein
usi ne yaar mujhko bas sataaya hai sataaya tha
sabhi se jo mila hamko vo maano yaar dhokha tha
magar phir bhi kabhi hamne kisi ko bhi na toka tha
हमें अपनों ने भी बोला अरे तू तो पराया था
तिरे जो संग रिश्ता था वो तो बस इक तमाशा था
तेरी मुस्कान को हमने ही आँखों में सजाया था
उसी ने चाह को फिर से ठिकाने तब लगाया था
जिसे भी शौक़ से देखा किया मैंने ज़माने में
उसी ने यार मुझको बस सताया है सताया था
सभी से जो मिला हमको वो मानो यार धोखा था
मगर फिर भी कभी हमने किसी को भी न टोका था
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Raunak Karn
our suggestion based on Raunak Karn
As you were reading Dhokha Shayari Shayari