farq | "फ़र्क"

  - Ritesh kumar

farq

khoya hota hoon jab ik kone mein
sulagti aag hai jab seene mein
takleef hoti hai jab sone mein
aur lag jaata hoon jab rone mein
tab samajhta hoon farq kaise hai
tere hone aur na hone mein

jitni mashakkat hai tujhe manaane mein
utni hi siddat hai tujhe paane mein
phir kya harj hai bepanaah chaahne mein
phir jo der karti ho aane mein
tab samajhta hoon farq kaise hai
tere hone aur na hone mein

raas na aayi jab saath hamaare hone mein
palat kar na dekha tujhe saamne mein
galati ho gai mujhse anjaane mein
ab jo mashakkat hai tere milne mein
tab samajhta hoon farq kaise hai
tere hone aur na hone mein

"फ़र्क"

खोया होता हूँ जब इक कोने में
सुलगती आग है जब सीने में
तकलीफ होती है जब सोने में
और लग जाता हूँ जब रोने में
तब समझता हूँ फर्क कैसे है?
तेरे होने और न होने में

जितनी मशक्कत है तुझे मनाने में
उतनी ही सिद्दत है तुझे पाने में
फिर क्या हर्ज है बेपनाह चाहने में
फिर जो देर करती हो आने में
तब समझता हूँ फर्क कैसे है?
तेरे होने और न होने में

रास न आई जब साथ हमारे होने में
पलट कर न देखा तुझे सामने में
गलती हो गई मुझसे अनजाने में
अब जो मशक्कत है तेरे मिलने में
तब समझता हूँ फर्क कैसे है?
तेरे होने और न होने में

  - Ritesh kumar

Majboori Shayari

Our suggestion based on your choice

Similar Writers

our suggestion based on Ritesh kumar

Similar Moods

As you were reading Majboori Shayari Shayari