jab talak us kii daastaan mein tha
main yahan har kisi ke dhyaan mein tha
ik taraf thi vo ik taraf thi maut
aur main dono ke darmiyaan mein tha
जब तलक उस की दास्तान में था
मैं यहाँ हर किसी के ध्यान में था
इक तरफ़ थी वो इक तरफ़ थी मौत
और मैं दोनों के दरमियान में था
As you were reading Shayari by Viru Panwar
our suggestion based on Viru Panwar
As you were reading undefined Shayari