Details
Size: The size of the bookmark is 6 in x 2 in. Ideal and most popular size
Paper: Premium Cardstock Matte Paper with Lamination (300 gsm)
High Quality: Laminated, Tear-resistant & Water Proof. It does not dim easily and is stout. Can be used for a long time.
Easy to use: Use it to clip the pages which you want to tag, in order to continue to read for next time, it can not only be used as a mark, but also decorate your book, suitable for people who love shayari and reading books.
Content: 2 Bookmarks each of the 5 writers (Mirza Ghalib, Ahmad Faraz, Jaun Elia, Sahir Ludhianvi, Faiz Ahmad Faiz)
Humko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin
Dil ke khush rakhne ko Ghalib ye khayal achchha hai
- Mirza Ghalib
Ragon mein daudte phirne ke hum nahin kaayal
Jab aankh hi se naa tapka to phir lahoo kya hai
- Mirza Ghalib
Suna hai bole to baaton se phool jhadte hain
Ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain
- Ahmad Faraz
Ab ke hum bichhade to kabhi khwaabon mein mile
Jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mile
- Ahmad Faraz
Mere kamre ko sajaane ki tamanna hai tumhe
Mere kamre mein kitaabon ke sivaa kuch bhi nahin
- Jaun Elia
Zindagi ek fan hai lamhon ko
Apne andaaz se ganvaane ka
- Jaun Elia
Wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin
Use ik khoobsurat mod dekar chhodna achchha
- Sahir Ludhianvi
Gham aur khushi mein farq na mahsoon ho jahan
Main dil ko us makaam tak laata chala gya
- Sahil Ludhianvi
Gar baazi ishq ki baazi hai jo chaaho laga do dar kaisa
Gar jeet gaye to kya kahna haare bhi to baazi maat nahin
- Faiz Ahmad Faiz
Dil ne-umeed to nahin nakaam hi to hai
Lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
- Faiz Ahmad Faiz