Meaning of

kushaad

कुशाद • کشاد

expansion; openness; generosity

विस्तार; खुलापन; उदारता

وسعت; کشادگی; سخاوت

Persian

kushaada jitni utni hi badi chalak hai duniya
zaraa si thokren kha lo akela chhod deti hai

0

Download Image

zameen ko tar-b-tar karne kisi din aayega baadalna jaane kin ghareebon ke gharo ko khayega baadal

sitaare noch laaunga kisi din zid pe aaya to
abhii gardish men hooñ yaaron bahut itaraayega baadal

ye saari machliyaan jab baddua dene lagengi tab
samundar pyaas se tadpega aur mar jaayega baadal

kahii par kam kahii zyaada ye kaisa faisla teraa
sambhal ja vaqt hai varna bahut pachhtaayega baadal

munaafiq hai ye raaton ka kisi ko bhi nahin bakhsha
jawaani zulf aañkhen aur kya-kya khayega baadal

humeen hain jo tujhe sar pe chadaakar firte rahte hain
kushaada zarf kar len ham to kya tik paayega baadal

7

Download Image

ai mere hamsafar tu bhool gaya
saath chalne ka vo jo vaa'da tha

ye tere ishq men simtata gaya
dil wagarana meraa kushaada tha

5

Download Image

ziya ko paas se dekha sudhrenge se kushaada hai
hamaari cheekh se deewaar roye ab kya bolein

2

Download Image

be-vafaaii se tiri seekha ye maine bhi
hasti hasti sii kushaada aankhoñ se rona

2

Download Image

dil kushaada hai ab bhi unki hi KHaatir
dil pe guzri koi qayamat nahin hai

1

Download Image

naseeb apna khula nahin hai
jo chahiye tha mila nahin hai

usii pe atka hai fir se jaakar
kushaada dil hai bhara nahin hai

0

Download Image

simat kar rakh liya hai yaad ko tumne sahi men
sahi men shaan ko apne kushaada kar liya kya

0

Download Image

kushaada jitni utni hi badi chalak hai duniya
zaraa si thokren kha lo akela chhod deti hai

0

Download Image

zameen ko tar-b-tar karne kisi din aayega baadalna jaane kin ghareebon ke gharo ko khayega baadal

sitaare noch laaunga kisi din zid pe aaya to
abhii gardish men hooñ yaaron bahut itaraayega baadal

ye saari machliyaan jab baddua dene lagengi tab
samundar pyaas se tadpega aur mar jaayega baadal

kahii par kam kahii zyaada ye kaisa faisla teraa
sambhal ja vaqt hai varna bahut pachhtaayega baadal

munaafiq hai ye raaton ka kisi ko bhi nahin bakhsha
jawaani zulf aañkhen aur kya-kya khayega baadal

humeen hain jo tujhe sar pe chadaakar firte rahte hain
kushaada zarf kar len ham to kya tik paayega baadal

7

Download Image

In its original sense, 'kushaad' signifies a physical or metaphorical opening, an expansion that allows light and air to flow freely. In poetry, this word often evokes a sense of liberation and generosity, suggesting a heart or mind that is open to new experiences and emotions.

Poets use 'kushaad' to convey the idea of an open heart or mind. It often contrasts with confinement or restriction, symbolizing freedom and acceptance. It can also suggest a generous spirit, willing to embrace the world.

Kushaad embodies the spirit of openness and generosity, inviting poets to explore the vastness of human emotion.