Meaning of

khiza

खिज़ा • خزا

autumn; decline

पतझड़; अवनति

خزاں; زوال

Persian

mausam pa mira koi ikhtiyaar nahin hai
ab ki khizaan ke baad men bahaar nahin hai

vaa'da labon pae hai jo nigaahon men nahin hai
bosa to de diya yuñ magar payaar nahin hai

4

Download Image

shaayad qaza ne mujh ko khazana banaa diya
aisa nahin to kyun mujhe dafna rahe hain log

50

Download Image

us husn ke sacche moti ko ham dekh saken par choo na saken
jise dekh saken par choo na saken vo daulat kya vo khazana kya

33

Download Image

aqlimandon ke bas ki baat nahin
ishq andhon ka khel hai beta

26

Download Image

apni ghairat ke li.e faaqa-kashi bhi manzoor
teri sharton pe khazana bhi nahin chahte ham

17

Download Image

rang apne badal hi gaii hai hawa
thaamo aanchal ki chal hi gaii hai hawa

dekha usne jo hanskar chaman ki taraf
rut khizaan ki badal hi gaii hai hawa

8

Download Image

khizaan ko aata hai kaise bahaar kar lena
lahu ke cheento se kaanto ko pyaar kar lena

vo jo bhi kah raha hai sach hi kah raha hogaa
hamaara kaam hai bas aitibaar kar lena

7

Download Image

beetata waqt ik khazaana hai
kya naya saal kya puraana hai

6

Download Image

ye mehnat kii kahaanii ka khazana hai
mohabbat men jawaani ko lutaana hai

dikhaao mat mohabbat ke mahal ham ko
ha
men to gaav bas maanjhi ke jaana hai

6

Download Image

gham e dil ke khazaane ko chhupa kar
sabhi se milta hooñ main muskuraa kar

5

Download Image

mausam pa mira koi ikhtiyaar nahin hai
ab ki khizaan ke baad men bahaar nahin hai

vaa'da labon pae hai jo nigaahon men nahin hai
bosa to de diya yuñ magar payaar nahin hai

4

Download Image

shaayad qaza ne mujh ko khazana banaa diya
aisa nahin to kyun mujhe dafna rahe hain log

50

Download Image

Originally, 'khiza' signifies the autumn season, a time of transformation and decay. In poetry, it often embodies themes of melancholy, change, and the inevitable passage of time, capturing the beauty and sadness of leaves falling and life transitioning.

Poets use 'khiza' to evoke the bittersweet nature of change and the beauty in endings. It often contrasts with spring, highlighting the cyclical nature of life and the acceptance of loss.

In poetry, 'khiza' captures the poignant beauty of life's transitions, reminding us of the grace in letting go.