Meaning of

abeer

अबीर • عبیر

fragrant powder; colored powder used in festivals

सुगंधित चूर्ण; त्योहारों में प्रयोग होने वाला रंगीन चूर्ण

خوشبودار پاؤڈر; تہواروں میں استعمال ہونے والا رنگین پاؤڈر

Persian

tu hai ik KHvaab magar badnaseebi ki
kuchh to taabeer hua karti hai

4

Download Image

badh ke imkaan se nuqsaan uthaaye hue hain
ham muhabbat men bahut naam kamaaye hue hain

mere maula mujhe taabeer ki daulat de de
maine ik shakhs ko kuchh khwaab dikhaaye hue hain

32

Download Image

ik haseen KHvaab ki aankhoñ se nikalta hi nahin
ek vehshat hai ki taabeer hui jaati hai

30

Download Image

qafas ko tod ke jab bhi aseer niklega
hamaare khol ke andar se meer niklega

dhuaan hai raakh hai aur dheer hai chitaon ka
yahiin se naachta gaata kabeer niklega

27

Download Image

yuñ na kar vasl ke lamhon ko havas se taabeer
chand patte hi to tode hain shajar se main ne

27

Download Image

az kabeer-o-rang-e-kesar aur gulaal
abr chaaya hai safed-o-zard-o-laal

24

Download Image

jin jhoote sacche KHvaabon kii ta'beer gham-e-tanhaai hai
un jhoote sacche KHvaabon se tum kab tak dil bahlaaoge

12

Download Image

KHvaabon kii taabeer banii hai ik ladki
mere man kii heer banii hai ik ladki

duniya tujh ko kab ka chhod chuke hote
pairo'n kii zanjeer banii hai ik ladki

8

Download Image

bas itni sii meri taqdeer badli
kabhi zindaan kabhi zanjeer badli
na in aankhoñ ne apne KHvaab badlena KHvaabon ne koii taabeer badli

6

Download Image

main khwaab-e-ishq ki ta'beer men hooñ
abhii main vaadi-e-kashmir men hooñ

5

Download Image

tu hai ik KHvaab magar badnaseebi ki
kuchh to taabeer hua karti hai

4

Download Image

badh ke imkaan se nuqsaan uthaaye hue hain
ham muhabbat men bahut naam kamaaye hue hain

mere maula mujhe taabeer ki daulat de de
maine ik shakhs ko kuchh khwaab dikhaaye hue hain

32

Download Image

Abeer carries the essence of celebration and joy, often associated with the vibrant colors of festivals. In poetry, it evokes a sense of nostalgia and the ephemeral beauty of fleeting moments.

Poets use abeer to symbolize the transient nature of happiness. It is often contrasted with the monochrome of daily life, highlighting the bursts of color that memories bring.

Abeer reminds us of the beauty in transience, where colors dance briefly before fading.