Meaning of

nidhaal

निढ़ाल • نڈھال

exhausted; weary; drained

थका हुआ; कमजोर; निढाल

تھکا ہوا; کمزور; نڈھال

Persian

sitaaron jaisa hai jalwa tumhaara
hamaare dil pe hai kabza tumhaara

saba bhi poochhti hai kaun aaya
mahakta hai badan aisa tumhaara

idhar aayi ye dilkash titliyan bhi
chaman ke jaisa hai chehra tumhaara

KHushi dekho bahut hai jugnoo'on men
banaa hai agar ka saaya tumhaara

sanwar jaa.e hamaari zindagi bhi
agar ham se ho yah rishta tumhaara

1

Download Image

vafaa ka zor agar baazuon men aa jaaye
charaaghhh udta hua jugnuon men aa jaaye

khiraaje ishq kahii ja ke tab ada hogaa
hamaara KHoon agar aañsuon men aa jaaye

25

Download Image

aaj utre hain holi men bawaal lekar vo
bas safed kurtee men rang laal lekar vo

gaal kar rahe the bas intizaar unka hi
milne aa ga.e khaabo men ghulaal lekar vo

21

Download Image

abhii dil men phir ek KHvaahish ugi hai
nazar kahkashaan par hi aakar tiki hai

vo ik daur tha jugnuon se mukammal
lagii ab to bas chaand par tak-taki hai

13

Download Image

poochne the kaii sawaal agar magar men rah ga.e
duniya ke kitne hi bawaal agar magar men rah ga.e

6

Download Image

phir kisi ko aa raha yahaañ khayal ishq ka
koii kab se jee raha li.e malaal ishq ka

jal raha hai dil kahiin kahiin pe uth raha dhuaan
har taraf hi hai macha hua bawaal ishq ka

4

Download Image

jugnuon ke vaaste suraj se jhagda mol le
ye himaqat bhi kisi suraj ke bas ki baat hai

4

Download Image

jugnuon tum hi mujh...ko batlaao
raat kapde kahaan badalti hai

2

Download Image

ghussa bhi kare lekin vo kamaal lagti hai
kaala jab pehanti hai vo bawaal lagti hai

meraa din usii ka hai meri raat bhi uski
khoobsurati kii KHud vo misaal lagti hai

2

Download Image

in sajaavaton kii koii aarzoo nain
jugnuon se kehna battiyaan bujha den

2

Download Image

sitaaron jaisa hai jalwa tumhaara
hamaare dil pe hai kabza tumhaara

saba bhi poochhti hai kaun aaya
mahakta hai badan aisa tumhaara

idhar aayi ye dilkash titliyan bhi
chaman ke jaisa hai chehra tumhaara

KHushi dekho bahut hai jugnoo'on men
banaa hai agar ka saaya tumhaara

sanwar jaa.e hamaari zindagi bhi
agar ham se ho yah rishta tumhaara

1

Download Image

vafaa ka zor agar baazuon men aa jaaye
charaaghhh udta hua jugnuon men aa jaaye

khiraaje ishq kahii ja ke tab ada hogaa
hamaara KHoon agar aañsuon men aa jaaye

25

Download Image

The word 'nidhaal' conveys a profound sense of fatigue, where the body and spirit seem to surrender to weariness. In poetry, it captures the emotional and existential exhaustion that accompanies life's trials, often evoking a poignant sense of vulnerability.

Poets use 'nidhaal' to express the soul's surrender to overwhelming emotions. It can illustrate a lover's despair, the artist's creative fatigue, or the philosopher's existential crisis.

In poetry, 'nidhaal' becomes a testament to the human condition, where weariness reveals the depths of our emotional landscape.