Meaning of

qaatil

क़ातिल • قاتل

killer; slayer; executioner

हत्यारा; संहारक; जल्लाद

قاتل; سفاک; جلاد

Arabic

zaraa nazaron se kah do jee nishaana chook na jaa.e
mazaa jab hai tumhaari har ada qaateel hi kahlaaye

32

Download Image

husn bala ka kaatil ho par aakhir ko bechaara hai
ishq to vo kaatil jisne apnon ko bhi maara hai

ye dhoke deta aaya hai dil ko bhi duniya ko bhi
iske chhal ne khaar kiya hai sehra men leila ko bhi

129

Download Image

sochie sau sau dafa rishta mira usse
mar gaya hai maar-kar mujh...ko mira qaatil

62

Download Image

meraa qaateel hi meraa munsif hai
kya mire haq men faisla dega

53

Download Image

nau naye ladkon ko ab tak kha gaii nau-nau dafa
ye tumhaare shahar men qaatil hawa ya hoor hai

43

Download Image

churaayega usii se aankh kaatil
zaraa si jaan jis bismil men hogii

42

Download Image

yuñ be-tarteeb zaKHmon ne bataaya raaz qaatil ka
saleeke se jo meraa qatl gar hota to kya hota

42

Download Image

humeen ko qaateel kahegi duniya hamaara hi qatl-e-aam hogaa
humeen kuein khodte firenge humeen pe paani haraam hogaa

agar yahii zehaniyat rahi to mujhe ye dar hai ki is sadi meinna koi abdul hameed hogaa na koi abdul kalaam hogaa

41

Download Image

poori kaaynaat men ek kaatil beemaarii ki hawa ho gaii
waqt ne kaisa sitam dhaaya ki dooriyaan hi davaa ho gayeen

40

Download Image

sab ne maana marne vaala dahshat-gard aur qaateel tha
maa ne phir bhi qabr pe us ki raaz-dulaara likkha tha

39

Download Image

zaraa nazaron se kah do jee nishaana chook na jaa.e
mazaa jab hai tumhaari har ada qaateel hi kahlaaye

32

Download Image

husn bala ka kaatil ho par aakhir ko bechaara hai
ishq to vo kaatil jisne apnon ko bhi maara hai

ye dhoke deta aaya hai dil ko bhi duniya ko bhi
iske chhal ne khaar kiya hai sehra men leila ko bhi

129

Download Image

Qaatil embodies the dual nature of destruction and allure. It is the force that ends life, yet in poetry, it often symbolizes a captivating power that enthralls and overwhelms.

Poets use qaatil to explore themes of love and death, often portraying it as a metaphor for a lover's gaze or a beloved's indifference. It contrasts with gentler emotions, highlighting the intensity of passion.

Qaatil is the paradox of beauty and peril, a dance of life and death.