Meaning of

zauq-e-tajalli

ज़ौक़-ए-तजल्ली • نرا

taste for divine illumination; spiritual insight

दैवीय प्रकाश के प्रति रुचि; आध्यात्मिक अंतर्दृष्टि

الہی روشنی کا ذوق; روحانی بصیرت

Arabic

mohabbat gar nahin hoti to bhaunra kya kiya kartana koii aashna hota na koii gul khila karta

3

Download Image

is shahar men jeene ke andaaz niraale hain
honton pe latife hain awaaz men chaale hain

43

Download Image

anokhi waz'a hai saare zamaane se niraale hain
ye 'aashiq kaun si bastii ke ya-rab rahne waale hain

34

Download Image

maqtal-e-shauq ke aadaab niraale hain bahut
dil bhi qaateel ko diya karte hain sar se pahle

13

Download Image

din bhar bhookha rahkar hi tum jaanoge
roti ka bhi swaad niraala hota hai

jinka saath nahin deti duniya saari
unka hi bas u
uupar vaala hota hai

6

Download Image

jo KHud ko rab samjhte the unhen bhi maut aayi thii
KHuda bas ek hai jiski niraali shaan hoti hai

6

Download Image

mujhe koii bhi kaanta jab dikhe nahin mere li.e
niraash hota hooñ vo kho ga.e kahiin mere li.e

5

Download Image

mire andaaz zamaane se niraale honge
aaj andhere hain to kya kal ko ujaale honge

ek roti men sunaate hain tujhe kitna kuchh
kal se honton pe tire mire nivaale honge

kam se kam saikron ko bhookh ne maara hogaa
bach ga.e jitne sabhi dard ne pale honge

ab ha
men maut bhi maqbool nahin karti hai
zindagi tu hi bataa kiske hawaale honge

har dafa cheen liya meraa nivaala sabne
phir to bacche bhi tire bhookh ne pale honge

are kamre men mire kuchh bhi nahin hai sacchi
chaar deewaar milengi bache jaale honge

shehr-e-dil men suno to koii nahin rehta hai
tum kahaan ja rahe ho sab men hi taale honge

chhod ke KHud ko zamaane ko diya hai marham
phir to beshak hi tire paanv men chaale honge

4

Download Image

har or baha KHoon kahiin laash bichi hai
insaan niraasha men nahin aas bachi hai

4

Download Image

sitam ko kar diya rusva tabassum-e-lab se
ali ke she'r teraa fan badaa niraala hai

4

Download Image

mohabbat gar nahin hoti to bhaunra kya kiya kartana koii aashna hota na koii gul khila karta

3

Download Image

is shahar men jeene ke andaaz niraale hain
honton pe latife hain awaaz men chaale hain

43

Download Image

Zauq-e-Tajalli captures the yearning for divine light and understanding. It reflects a deep spiritual thirst, a desire to be illuminated by a higher power, transcending the ordinary realm.

Poets often use Zauq-e-Tajalli to express the soul's longing for enlightenment and divine connection. It is a metaphor for the spiritual journey, a quest for the sublime.

Zauq-e-Tajalli speaks to the heart's eternal quest for light. It is a reminder of the beauty found in seeking the divine.