ghair-waajib hai ki ghairon kii zabaan hai urdu
hind ke tarz-o-tamaddun ka nishaan hai urdu
jis ko khud apni hi aulaad ne paagal hai kiya
ranj mein doobi hui aisi hi maa hai urdu
ग़ैर-वाजिब है कि ग़ैरों की ज़बाँ है उर्दू
हिन्द के तर्ज़-ओ-तमद्दुन का निशाँ है उर्दू
जिस को ख़ुद अपनी ही औलाद ने पागल है किया
रंज में डूबी हुई ऐसी ही माँ है उर्दू
As you were reading Shayari by divya 'sabaa'
our suggestion based on divya 'sabaa'
As you were reading undefined Shayari