muhabbat kii agar is dil ko beemaari nahin hoti
museebat mujh pe duniya kii koii taari nahin hoti
agar mere qabeele mein hinda nahin hoti
yaqeenan meri naslon mein wafadari nahin hoti
taraqqi yaabi se mahroom rah jaati hain vo qaumen
jawaan bachchon mein jin qaumon ke bedaari nahin hoti
khuda ka shukr sab jigar-khwaari mizaaji ke mukhalif hain
hamaare shehar mein hamza nahr-e-dil nahin hoti
ise seene ke andar se nikaalo fenk do baahar
sabeel-e-ishq maqsad-e-karbala se gar jaari nahin hoti
agar ham tahzeeb-e-khuddaari tak aa gaye hote
to haq goii mein hamko koii dushwaari nahin hoti
sada ruswaaiyaan banti hain un logon kii taqdeeren
lahu mein jinke bhi maahru nahin hoti
tire sajde teri bakshish ko kaafi the haqeeqat mein
agar teri ibadat mein riyaakaari nahin hoti
shajar ham jisse milte hain khuloos-e-dil se milte hain
kabhi bhi hamne rishton mein adaakaari nahin hoti
मुहब्बत की अगर इस दिल को बीमारी नहीं होती
मुसीबत मुझ पे दुनिया की कोई तारी नहीं होती
अगर मेरे क़बीले में अलमदारी नहीं होती
यक़ीनन मेरी नस्लों में वफ़ादारी नहीं होती
तरक़्क़ी याबी से महरूम रह जाती हैं वो क़ौमें
जवाँ बच्चों में जिन क़ौमों के बेदारी नहीं होती
ख़ुदा का शुक्र सब हिन्दा मिज़ाजी के मुख़ालिफ़ हैं
हमारे शहर में हमज़ा जिगरख़्वारी नहीं होती
इसे सीने के अन्दर से निकालो फेंक दो बाहर
सबील-ए-इश्क़ नहर-ए-दिल से गर जारी नहीं होती
अगर हम मक़सद-ए-करबोबला तक आ गए होते
तो हक़ गोई में हमको कोई दुश्वारी नहीं होती
सदा रुसवाइयाँ बनती हैं उन लोगों की तक़दीरें
लहू में जिनके भी तहज़ीब-ए-ख़ुद्दारी नहीं होती
तिरे सजदे तेरी बख़्शिश को काफ़ी थे हक़ीक़त में
अगर तेरी इबादत में रियाकारी नहीं होती
शजर हम जिससे मिलते हैं ख़ुलूस-ए-दिल से मिलते हैं
कभी भी हमने रिश्तों में अदाकारी नहीं होती
As you were reading Shayari by Shajar Abbas
our suggestion based on Shajar Abbas
As you were reading undefined Shayari