parindon ko shajar ka dukh bataaya hai
khizaan mein saara jungle rone aaya hai
ghareebi tod kar rakh deti hai banda
namak ko chhod kar aansu milaaya hai
ghazal ka shauq kaise pad gaya ham ko
ye kis ke gham ne ham ko itna khaaya hai
परिंदों को शजर का दुख बताया है
ख़िज़ाँ में सारा जंगल रोने आया है
ग़रीबी तोड़ कर रख देती है बंदा
नमक को छोड़ कर आँसू मिलाया है
ग़ज़ल का शौक़ कैसे पड़ गया हम को
ये किस के ग़म ने हम को इतना खाया है
As you were reading Shayari by Harsh Kumar Bhatnagar
our suggestion based on Harsh Kumar Bhatnagar
As you were reading undefined Shayari