haath ke chhaalon ko haq milta zamaane mein kahaan
chaaploosi hi malaai maarti hai bas yahan
kismaton par pad gaye taale hain mehnatkash ke ab
bas chaghal-khhoron ke qaaboo mein hai ye saara jahaan
हाथ के छालों को हक़ मिलता ज़माने में कहाँ
चापलूसी ही मलाई मारती है बस यहाँ
किस्मतों पर पड़ गए ताले हैं मेहनतकश के अब
बस चुग़ल-ख़ोरों के क़ाबू में है ये सारा जहाँ
As you were reading Shayari by Nityanand Vajpayee
our suggestion based on Nityanand Vajpayee
As you were reading undefined Shayari