isi se jaan gaya main ki bakht dhalne lage
main thak ke chaanv mein baitha to ped chalne lage
main de raha tha sahaare to ik hujoom mein tha
jo gir pada to sabhi raasta badlne lage
इसी से जान गया मैं कि बख़्त ढलने लगे
मैं थक के छाँव में बैठा तो पेड़ चलने लगे
मैं दे रहा था सहारे तो इक हुजूम में था
जो गिर पड़ा तो सभी रास्ता बदलने लगे
As you were reading Shayari by Farhat Abbas Shah
our suggestion based on Farhat Abbas Shah
As you were reading undefined Shayari