agar de zindagi to doosri de
andhere mein hoon mujhko raushni de
koii qeemat nahin hai zindagi kii
mere maalik mujhe kuchh qeemti de
nahin karta main koii kaam dhanda
mujhe kaise vo apni chhokri de
sabhi ne bas mujhe taane diye hain
koii aisa nahin jo naukri de
अगर दे ज़िंदगी तो दूसरी दे
अँधेरे में हूँ मुझको रौशनी दे
कोई क़ीमत नहीं है ज़िंदगी की
मेरे मालिक मुझे कुछ क़ीमती दे
नहीं करता मैं कोई काम धंधा
मुझे कैसे वो अपनी छोकरी दे
सभी ने बस मुझे ताने दिए हैं
कोई ऐसा नहीं जो नौकरी दे
As you were reading Shayari by ABhishek Parashar
our suggestion based on ABhishek Parashar
As you were reading undefined Shayari