insaaniyat kii jab bhi kabhi justajoo karo
to deen kii gali se kinaara shuroo karo
mehngaai mein kifaayati hai shauq ye bada
baithe bithaaye koii nayi aarzoo karo
nuskha ye khudkushi ka bada kaargar miyaan
jo bhi kahe zamaana wahi hoo-b-hoo karo
इंसानियत की जब भी कभी जुस्तजू करो
तो दीन की गली से किनारा शुरू करो
महँगाई में किफ़ायती है शौक़ ये बड़ा
बैठे बिठाए कोई नई आरज़ू करो
नुस्ख़ा ये ख़ुदकुशी का बड़ा कारगर मियाँ
जो भी कहे ज़माना वही हू-ब-हू करो
As you were reading Shayari by Prashant Beybaar
our suggestion based on Prashant Beybaar
As you were reading undefined Shayari