main khwaab dekhoon to ye neend toot jaati hai
ye shayari to mujhe raat bhar jagati hai
baghair mere na jaane vo kaise jee raha hai
mujhe to sochne par bhi ye sharm aati hai
main poochta hoon parindon se haal-e-dil tera
suna hai bachchon ko meri ghazal sunaati hai
मैं ख़्वाब देखूँ तो ये नींद टूट जाती है
ये शायरी तो मुझे रात भर जगाती है
बग़ैर मेरे न जाने वो कैसे जी रहा है
मुझे तो सोचने पर भी ये शर्म आती है
मैं पूछता हूँ परिंदों से हाल-ए-दिल तेरा
सुना है बच्चों को मेरी ग़ज़ल सुनाती है
As you were reading Shayari by Harsh Kumar Bhatnagar
our suggestion based on Harsh Kumar Bhatnagar
As you were reading undefined Shayari