mohabbat ke alaava aur bhi dukh hain zamaane mein | मोहब्बत के अलावा और भी दुख हैं ज़माने में

  - Harsh Kumar Bhatnagar

mohabbat ke alaava aur bhi dukh hain zamaane mein
magar ham ko maza aane laga hai gham sunaane mein

shajar se pooch baitha ik dafa main haal uska jab
vo kehta mar chuka hoon logon ke ghar ko sajaane mein

मोहब्बत के अलावा और भी दुख हैं ज़माने में
मगर हम को मज़ा आने लगा है ग़म सुनाने में

शजर से पूछ बैठा इक दफ़ा मैं हाल उसका जब
वो कहता मर चुका हूँ लोगों के घर को सजाने में

  - Harsh Kumar Bhatnagar

More by Harsh Kumar Bhatnagar

As you were reading Shayari by Harsh Kumar Bhatnagar

Similar Writers

our suggestion based on Harsh Kumar Bhatnagar

Similar Moods

As you were reading undefined Shayari