hijr hai vasl hai jawaani hai
ishq kii khaas ik kahaani hai
ek kirdaar hai khyaalon mein
khoobsurat vo hai siyaani hai
badgumaani dikhe nigaahon mein
aankh mein ashk hai na paani hai
dhadkane jab sooni jawaan dil kii
jaise dahleez par jawaani hai
ishq to sirf ittifaqi hai
haay kya khoob zindagaani hai
aur toofaan hai gham-e-dil mein
mas'ala ye na aasmaani hai
yaad ab bhi mujhe manohar hai
us mulaqaat kii kahaani hai
हिज्र है वस्ल है जवानी है
इश्क़ की ख़ास इक कहानी है
एक किरदार है ख़यालों में
ख़ूबसूरत वो है सियानी है
बदगुमानी दिखे निगाहों में
आँख में अश्क है न पानी है
धड़कनें जब सुनी जवाँ दिल की
जैसे दहलीज़ पर जवानी है
इश्क़ तो सिर्फ़ इत्तिफ़ाक़ी है
हाय क्या ख़ूब ज़िंदगानी है
और तूफ़ान है ग़म-ए-दिल में
मस'अला ये न आसमानी है
याद अब भी मुझे 'मनोहर' है
उस मुलाक़ात की कहानी है
As you were reading Shayari by Manohar Shimpi
our suggestion based on Manohar Shimpi
As you were reading undefined Shayari