yah bhi kya gathbandhan hai
sab kursi ka krandan hai
janta ko maaloom hai sab
yah keval thagbandhan hai
giddhon aur siyaaron ke
maathe par bhi chandan hai
saanp chhachhundar pakadna mein
satta-chori ka tan hai
sacche raashtra upaasak ko
jaan chuka ab jan-jan hai
bharat mein aatanki ko
sirf dhana-dan-dan-dan hai
vishwa praneta raashtra teri
chaati poori chhappan hai
यह भी क्या गठबंधन है
सब कुर्सी का क्रंदन है
जनता को मालूम है सब
यह केवल ठगबंधन है
गिद्धों और सियारों के
माथे पर भी चंदन है
साँप छछूंदर पकड़न में
सत्ता-छोरी का तन है
सच्चे राष्ट्र उपासक को
जान चुका अब जन-जन है
भारत में आतंकी को
सिर्फ़ धना-दन-दन-दन है
विश्व प्रणेता राष्ट्र तेरी
छाती पूरी छप्पन है
As you were reading Shayari by Nityanand Vajpayee
our suggestion based on Nityanand Vajpayee
As you were reading undefined Shayari