badan mein kyun hi na jaane mere lahu nahin hai
hai baat ye ki meri zindagi mein tu nahin hai
haan isliye ye zamaana bhi rootha hai mujhse
ki zindagi mein mere ek bhi adoo nahin hai
zara sii der hui kya khizaan ko aane mein
shajar ne kah diya katne kii aarzoo nahin hai
बदन में क्यों ही न जाने मिरे लहू नहीं है
है बात ये कि मिरी ज़िंदगी में तू नहीं है
हाँ इसलिए ये ज़माना भी रूठा है मुझसे
कि ज़िंदगी में मिरे एक भी अदू नहीं है
ज़रा सी देर हुई क्या ख़िज़ाँ को आने में
शजर ने कह दिया कटने की आरज़ू नहीं है
As you were reading Shayari by Harsh Kumar Bhatnagar
our suggestion based on Harsh Kumar Bhatnagar
As you were reading undefined Shayari