kuchh bhi kaise kah deta main yaar use
ke pehle tha hi nahin mujhse pyaar use
kitne nakhray kitni shartein mat poocho
phir bhi hamne kar hi liya taiyaar use
har ladke kii khwaahish bas itni sii ke
vo saari mein dik jaaye ik baar use
कुछ भी कैसे कह देता मैं यार उसे
के पहले था ही नहीं मुझसे प्यार उसे
कितने नखरे , कितनी शर्तें , मत पूछो
फिर भी हमने कर ही लिया तैयार उसे
हर लड़के की ख्वाहिश बस इतनी सी के
वो साड़ी में दिख जाए इक बार उसे
As you were reading Shayari by Nirvesh Navodayan
our suggestion based on Nirvesh Navodayan
As you were reading undefined Shayari