naaz-o-nakhre kya uthaaye kya sune us ke gile
dekhte hi dekhte ladki ghamandi ho gai
dekhte rahne mein us ko aur kya hota magar
jo thi jaan-e-aarzoo vo chaai thandi ho gai
नाज़-ओ-नख़रे क्या उठाए, क्या सुने उस के गिले
देखते ही देखते लड़की घमंडी हो गई
देखते रहने में उस को और क्या होता, मगर
जो थी जान-ए-आरज़ू, वो चाय ठंडी हो गई
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Kazim Rizvi
our suggestion based on Kazim Rizvi
As you were reading Chai Shayari Shayari