dhool mitti ho zameen aur kaam kitna ho kahi bhi | धूल मिट्टी हो ज़मीं और काम कितना हो कहीं भी - Divya 'Kumar Sahab'

dhool mitti ho zameen aur kaam kitna ho kahi bhi
saath milkar ke sanam hum saaf poora ghar karenge

saath jhaadoo saath pochha saath mil karke dhulaai
har diwali mein safai saath hum milkar karenge

धूल मिट्टी हो ज़मीं और काम कितना हो कहीं भी
साथ मिलकर के सनम हम साफ़ पूरा घर करेंगे

साथ झाड़ू साथ पोछा साथ मिल करके धुलाई
हर दीवाली में सफ़ाई साथ हम मिलकर करेंगे

- Divya 'Kumar Sahab'
32 Likes

Pollution Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Divya 'Kumar Sahab'

As you were reading Shayari by Divya 'Kumar Sahab'

Similar Writers

our suggestion based on Divya 'Kumar Sahab'

Similar Moods

As you were reading Pollution Shayari Shayari