doston parv hai holi ka chalo ho kuchh yun
koi dushman na rahe rang lagao kuchh yun
kuchh shajar bhi hon parinde bhi hon aur insaan bhi
meri chaahat hain naye shahr basaao kuchh yun
naam dushman bhi le to le badi izzat ke saath
meri koshish hai ki pehchaan ho to ho kuchh yun
दोस्तों पर्व है होली का चलो हो कुछ यूँ
कोई दुश्मन न रहे रंग लगाओ कुछ यूँ
कुछ शजर भी हों परिंदे भी हों और इंसाँ भी
मेरी चाहत हैं नए शह्र बसाओ कुछ यूँ
नाम दुश्मन भी ले तो ले बड़ी इज़्ज़त के साथ
मेरी कोशिश है की पहचान हो तो हो कुछ यूँ
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Aatish Indori
our suggestion based on Aatish Indori
As you were reading Nafrat Shayari Shayari