udaasiyon se bane ham-kalaam ke jumle
kabhi khabaar hi milte hain kaam ke jumle
vo isliye kabhi mujhse khafa nahin hota
zabaan pe rakhta hoon main ehtiraam ke jumle
mujhe hai maa ne sikhaaya khuloos ka jumla
pitaa ne pesh kiye kaam-dhaam ke jumle
उदासियों से बने हम-कलाम के जुमले
कभी कभार ही मिलते हैं काम के जुमले
वो इसलिए कभी मुझसे ख़फ़ा नहीं होता
ज़बाँ पे रखता हूँ मैं एहतिराम के जुमले
मुझे है माँ ने सिखाया ख़ुलूस का जुमला
पिता ने पेश किए काम-धाम के जुमले
As you were reading Shayari by Harsh Kumar Bhatnagar
our suggestion based on Harsh Kumar Bhatnagar
As you were reading undefined Shayari