kya hi hoga rahne se mere ban ke | क्या ही होगा रहने से मेरे बन के - Nirvesh Navodayan

kya hi hoga rahne se mere ban ke
kaam sabhi karne hain jab uske man ke

maine saare ke saare gin rakhe hain
til chehre ke hon ya uski gardan ke

क्या ही होगा रहने से मेरे बन के
काम सभी करने हैं जब उसके मन के

मैंने सारे के सारे गिन रक्खे हैं
तिल चेहरे के हों या उसकी गर्दन के

- Nirvesh Navodayan
5 Likes

More by Nirvesh Navodayan

As you were reading Shayari by Nirvesh Navodayan

Similar Writers

our suggestion based on Nirvesh Navodayan

Similar Moods

As you were reading undefined Shayari