dil mein mere abhi baaki ye khala rahne do
zakham mujhko hai bahut baad mila rahne do
mere aangan ke chiraago ko bujha do lekin
uske aangan ke chiraago ko jala rahne do
uski marzi hai vo ghar aaye nahin aaye magar
tum ye behtar hai ki darwaaza khula rahne do
दिल में मेरे अभी बाक़ी ये ख़ला रहने दो
ज़ख़्म मुझको है बहुत बाद मिला, रहने दो
मेरे आँगन के चिराग़ो को बुझा दो, लेकिन
उसके आँगन के चिराग़ो को जला रहने दो
उसकी मर्ज़ी है वो घर आये, नहीं आये मगर
तुम, ये बेहतर है की दरवाज़ा खुला रहने दो
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Hasan Raqim
our suggestion based on Hasan Raqim
As you were reading Tanhai Shayari Shayari