main jitna bhi kamata hoon
main ziyaada hi ganwaata hoon
main likhkar maut kaaghaz par
main us kaaghaz ko khaata hoon
jo baarish aate toota ho
main ik aisa hi chaata hoon
main bas ghazlon ko sunta hoon
main sab ghazlon ko bhaata hoon
shab-e-furqat sunaani hai
shab-e-furqat sunaata hoon
tu jitna bhi kamata hai
main utna to udaata hoon
मैं जितना भी कमाता हूँ
मैं ज़्यादा ही गँवाता हूँ
मैं लिखकर मौत काग़ज़ पर
मैं उस काग़ज़ को खाता हूँ
जो बारिश आते टूटा हो
मैं इक ऐसा ही छाता हूँ
मैं बस ग़ज़लों को सुनता हूँ
मैं सब ग़ज़लों को भाता हूँ
शब-ए-फ़ुर्क़त सुनानी है
शब-ए-फ़ुर्क़त सुनाता हूँ
तू जितना भी कमाता है
मैं उतना तो उड़ाता हूँ
As you were reading Shayari by Jonty nain
our suggestion based on Jonty nain
As you were reading undefined Shayari