ujaala kho gaya hai aur andhera chha gaya jaanaan | उजाला खो गया है और अँधेरा छा गया जानाँ

  - Meem Maroof Ashraf

ujaala kho gaya hai aur andhera chha gaya jaanaan
saza main ishq ki yaani mukammal pa gaya jaanaan

maze jo teri qurbat ke the saare bhool baithe hain
maza furqat mein teri ham ko itna aa gaya jaanaan

ye kaisa yaad aana hai khudaara yaad mat aana
ki tera yaad aana zehan mera kha gaya jaanaan

उजाला खो गया है और अँधेरा छा गया जानाँ
सज़ा मैं इश्क़ की यानी मुकम्मल पा गया जानाँ

मज़े जो तेरी क़ुर्बत के थे सारे भूल बैठे हैं
मज़ा फ़ुर्क़त में तेरी हम को इतना आ गया जानाँ

ये कैसा याद आना है ख़ुदारा याद मत आना
कि तेरा याद आना ज़ेहन मेरा खा गया जानाँ

  - Meem Maroof Ashraf

Crime Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Meem Maroof Ashraf

As you were reading Shayari by Meem Maroof Ashraf

Similar Writers

our suggestion based on Meem Maroof Ashraf

Similar Moods

As you were reading Crime Shayari Shayari