tum par ik din marte marte mar jaana hai
deewane ko kahaan khabar hai ghar jaana hai
ek shabd tumko andhere ka khauf dilaakar
baad mein khud bhi jaan bujhkar dar jaana hai
तुम पर इक दिन मरते मरते मर जाना है,
दीवाने को कहाँ ख़बर है घर जाना है
एक शब्द तुमको अंधेरे का खौफ़ दिलाकर,
बाद में खुद भी जान बूझकर डर जाना है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Vishal Singh Tabish
our suggestion based on Vishal Singh Tabish
As you were reading Ghar Shayari Shayari