nahin thi naukri koi nahin koi tha ghar mera | नहीं थी नौकरी कोई नहीं कोई था घर मेरा - Ajay Choubey

nahin thi naukri koi nahin koi tha ghar mera
mohabbat ke sahaare hi bhala kab tak guzar hoti

agar kuch pagḍiyon ne kar liya hota bharosa to
safar bhi khoobsurat aur vo bhi hamsafar hoti

नहीं थी नौकरी कोई नहीं कोई था घर मेरा
मोहब्बत के सहारे ही भला कब तक गुज़र होती

अगर कुछ पगड़ियों ने कर लिया होता भरोसा तो
सफ़र भी ख़ूबसूरत और वो भी हमसफ़र होती

- Ajay Choubey
1 Like

Bharosa Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Ajay Choubey

As you were reading Shayari by Ajay Choubey

Similar Writers

our suggestion based on Ajay Choubey

Similar Moods

As you were reading Bharosa Shayari Shayari