agar ko aise na giraaya kar
baadal banke na muskuraya kar
tera bhaai kuchh hai tera shaayad
rishton ko marne se bachaaya kar
mushkil hai jo hai paas manzil
ruk-ruk kar khud ko na thakaaya kar
ye taarein ye manzar khuda ke hain
apne bacchon ko bhi bataaya kar
ye khaamoshi achhi nahin hothon par
meri ghazlon ko gungunaaya kar
shab mein sajta hai chaand mahbooba
tu aankhon mein kaajal lagaaya kar
ज़ुल्फ़ों को ऐसे न गिराया कर
बादल बनके न मुस्कुराया कर
तेरा भाई कुछ है तेरा शायद
रिश्तों को मरने से बचाया कर
मुश्किल है, जो है पास मंज़िल
रुक-रुक कर ख़ुद को न थकाया कर
ये तारें ये मन्ज़र ख़ुदा के हैं
अपने बच्चों को भी बताया कर
ये ख़ामोशी अच्छी नहीं होठों पर
मेरी ग़ज़लों को गुनगुनाया कर
शब में सजता है चाँद महबूबा
तू आँखों में काजल लगाया कर
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Meem Alif Shaz
our suggestion based on Meem Alif Shaz
As you were reading Justaju Shayari Shayari