dekho hazaaron ghar yahan phir bah gaye | देखो हज़ारों घर यहाँ फिर बह गए

  - Meem Alif Shaz

dekho hazaaron ghar yahan phir bah gaye
toofaan ke taza nishaan phir rah gaye

paani hi paani ghoomta hai ab idhar
toote hue khaabo ke chahre rah gaye

देखो हज़ारों घर यहाँ फिर बह गए
तूफ़ान के ताज़ा निशाँ फिर रह गए

पानी ही पानी घूमता है अब इधर
टूटे हुए ख़्वाबों के चहरे रह गए

  - Meem Alif Shaz

Ghar Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Meem Alif Shaz

As you were reading Shayari by Meem Alif Shaz

Similar Writers

our suggestion based on Meem Alif Shaz

Similar Moods

As you were reading Ghar Shayari Shayari