hoon pareshaan dil-shigaafi se
bair mitaa nahin talaafi se
main bhi khush hoon naveen logon mein
dil hai befikr ghair-saafi se
ishq karne ko ab bacha bhi kya
ishq karte the tum izafi se
jo bhi karna hai ab karo jaao
main nahin maanta muaafi se
हूँ परेशान दिल-शिगाफ़ी से
बैर मिटता नहीं तलाफ़ी से
मैं भी ख़ुश हूँ नवीन लोगों में
दिल है बेफ़िक्र ग़ैर-साफ़ी से
इश्क़ करने को अब बचा भी क्या
इश्क़ करते थे तुम इज़ाफ़ी से
जो भी करना है अब करो जाओ
मैं नहीं मानता मुआफ़ी से
As you were reading Shayari by Adesh Rathore
our suggestion based on Adesh Rathore
As you were reading undefined Shayari