ai sakhi be-tahaasha mohabbat tiri mujhko har rasm se maavra thi magar | ऐ सखी बे-तहाशा मोहब्बत तिरी मुझको हर रस्म से मावरा थी मगर

  - Ankit Yadav

ai sakhi be-tahaasha mohabbat tiri mujhko har rasm se maavra thi magar
umr tanhaa bitaane se achha ye tha tum safar mein koi hum-safar dekhte

naa-mukammal sabhi khwaab hain aaj tak phir bhi bas ek dil ki khushi ke liye
chashm-e-haira'n se bunte kisi khwaab ko phir usi khwaab ko raat bhar dekhte

ऐ सखी बे-तहाशा मोहब्बत तिरी मुझको हर रस्म से मावरा थी मगर
उम्र तन्हा बिताने से अच्छा ये था तुम सफ़र में कोई हम-सफ़र देखते

ना-मुकम्मल सभी ख़्वाब हैं आज तक फिर भी बस एक दिल की ख़ुशी के लिए
चश्म-ए-हैराँ से बुनते किसी ख़्वाब को फिर उसी ख़्वाब को रात भर देखते

  - Ankit Yadav

Jashn Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Ankit Yadav

As you were reading Shayari by Ankit Yadav

Similar Writers

our suggestion based on Ankit Yadav

Similar Moods

As you were reading Jashn Shayari Shayari