kabhi hansta hoon to aankhe kabhi main nam bhi rakhta hoon
har ik muskaan ke peeche hazaaron gham bhi rakhta hoon
shifa bhi de nahin saka mujhe koi mera apna
nateejan main mere zakhamon ka khud marham bhi rakhta hoon
कभी हँसता हूँ तो आँखे कभी मैं नम भी रखता हूँ
हर इक मुस्कान के पीछे हज़ारों ग़म भी रखता हूँ
शिफ़ा भी दे नहीं सकता मुझे कोई मेरा अपना
नतीजन मैं मिरे ज़ख्मों का ख़ुद मरहम भी रखता हूँ
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Shubham Dwivedi
our suggestion based on Shubham Dwivedi
As you were reading Gham Shayari Shayari