eent patthar ki ho ya lakdi ki ya mitti ki
raahguzaar kaisi bhi ho phool kuchal jaata hai
har zabaan rahti hai maahol-e-mohabbat mein khamosh
gusse mein hoti hai to kuchh bhi nikal jaata hai
ईंट पत्थर की हो या लकड़ी की या मिट्टी की
रहगुज़र कैसी भी हो फूल कुचल जाता है
हर ज़बाँ रहती है माहौल-ए-मुहब्बत में ख़मोश
गुस्से में होती है तो कुछ भी निकल जाता है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Ayush Aavart
our suggestion based on Ayush Aavart
As you were reading Phool Shayari Shayari