tum khuda khud ko agar jo maante ho
hijr mein mar jaane ka gham jaante ho
main wahin hoon jo tumhaare saath roya
tum to ham ko ab kaha pahchaante ho
jab tha jinda to nahin li aapne sud
baith ke ab kaise mitti chaante ho
तुम ख़ुदा खुद को अगर जो मानते हो
हिज्र में मर जाने का ग़म जानते हो ?
मैं वहीं हूँ जो तुम्हारे साथ रोया
तुम तो हम को अब कहा पहचानते हो
जब था जिंदा तो नहीं ली आपने सुद
बैठ के अब कैसे मिट्टी छानते हो ?
As you were reading Shayari by Gulfam Ajmeri
our suggestion based on Gulfam Ajmeri
As you were reading undefined Shayari