khwaab-e-ulfat mujhe dikhaaya kyun
ishq se dil ko aazmaaya kyun
gar muqaddar mein vo nahi likhi thi
to phir usse mujhe milaaya kyun
gar munaafiq tujhe pasand nahi
to phir aisa mujhe banaya kyun
ख़्वाब-ए-उल्फ़त मुझे दिखाया क्यूंँ
इश्क़ से दिल को आज़माया क्यूंँ
गर मुक़द्दर में वो नही लिखी थी
तो फिर उससे मुझे मिलाया क्यूंँ
गर मुनाफिक़ तुझे पसंद नही
तो फिर ऐसा मुझे बनाया क्यूंँ
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Faiz Ahmad
our suggestion based on Faiz Ahmad
As you were reading Qismat Shayari Shayari