door tak phaile hue ek ghane jungle mein
do-shajar kheench ke saayo ko jahaan milte hain
is jagah dhoop bhi suraj se mila karti hai
odh kar shaam ki phoolon-bhari chadar akshar
jaise do shakhs bichhadne ke liye milte hain
दूर तक फैले हुए एक घने जंगल में
दो-शजर खींच के सायों को जहाँ मिलते हैं
इस जगह धूप भी सूरज से मिला करती है
ओढ़ कर शाम की फूलों-भरी चादर अक्सर
जैसे दो शख़्स बिछड़ने के लिए मिलते हैं
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Faisal Hashmi
our suggestion based on Faisal Hashmi
As you were reading Dhoop Shayari Shayari