ham to rote rahe gidgidhaate rahe | हम तो रोते रहे, गिड़गिड़ाते रहे

  - Hameed Sarwar Bahraichi

ham to rote rahe gidgidhaate rahe
kya sitam hamse vo door jaate rahe

meri aankhen theen nam jaise sailaab ho
phir bhi apna lahu ham behaate rahe

हम तो रोते रहे, गिड़गिड़ाते रहे
क्या सितम हमसे वो दूर जाते रहे

मेरी आँखें थीं नम जैसे सैलाब हो
फिर भी अपना लहू हम बहाते रहे

  - Hameed Sarwar Bahraichi

Zakhm Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Hameed Sarwar Bahraichi

As you were reading Shayari by Hameed Sarwar Bahraichi

Similar Writers

our suggestion based on Hameed Sarwar Bahraichi

Similar Moods

As you were reading Zakhm Shayari Shayari