khilaaf-e-shart-e-ana tha vo khwaab mein bhi mile
main neend neend ko tarsa magar nahin soya
khilaaf-e-mausam-e-dil tha ki tham gai baarish
khilaaf-e-ghurbat-e-gham hai ki main nahin roya
ख़िलाफ़-ए-शर्त-ए-अना था वो ख़्वाब में भी मिले
मैं नींद नींद को तरसा मगर नहीं सोया
ख़िलाफ़-ए-मौसम-ए-दिल था कि थम गई बारिश
ख़िलाफ़-ए-ग़ुर्बत-ए-ग़म है कि मैं नहीं रोया
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Khalil Ur Rehman Qamar
our suggestion based on Khalil Ur Rehman Qamar
As you were reading Neend Shayari Shayari