jis shaam usko train mein baitha ke aaya tha
main usko uske pyaar se milva ke aaya tha
uski basi basaai main duniya ujaad kar
jo kha nahin saka use faila ke aaya tha
mere naseeb mein kahi baitha tumhaara dukh
lagta tha jaise maa ki qasam kha ke aaya tha
जिस शाम उसको ट्रेन में बैठा के आया था
मैं उसको उसके प्यार से मिलवा के आया था
उसकी बसी बसाई मैं दुनिया उजाड़ कर
जो खा नहीं सका उसे फैला के आया था
मेरे नसीब में कहीं बैठा तुम्हारा दुख
लगता था जैसे माँ की क़सम खा के आया था
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Kushal Dauneria
our suggestion based on Kushal Dauneria
As you were reading Shaam Shayari Shayari